Female Singer of Bollywood

Female Singer Of Bollywood

Bollywood music Ka Naam Liya Jaye Or Bina female Singer Ke Ye Kuch Adhura Adhura Lagta Hai 

Har Saal Bollywood me 50 Most Grossing Movie Me 40% Jaydaa Gaane Female Playback Singer Ne Gya Hota Hai Koi Bhi Movie Utha Kr  Dekh Lejiye Usme Female Singer Ki Gaane Apko Jarur Mil Jayenge 

Phil Bollywood Me Female Singer Lata Mangeshkar JI Thi Jinhone Bollywood Ko Countless Hit Song Diye Or Music Ko Ek Alag Level Pr Le Gye Firr Dhire Dhire Waqt Badla New Female Singer ki Bollywood Me Entry Hui Chassical song Chhod Kr  Pop Song Gaane Ka Chalan Chlau Ho gya 

Uske Baad Party Song Or Hip Hop OR Panjabi Ko Mix Kar Ke Kuch Alag Gaane Laye Gye Jaisa Aap Neha Kakkar Or Jasmin Sandle  Ko Gaano me Dekh Sakte Hai Ise BichBollywood Ko Baohut Talanted Singer Mile Jinohne  Bollywood me Khud Ke Talent ko Proof Kiya Or Bataya Ki Vo Bhi Kise Se Kam Nhi Hai or Apni Jagha Bollywood Ki Top Singer Ki Roop Ke Fixx Kr Li 
Aye Jaante Hai Kuch Ayse He Female Singer Of Bollywood 


      Lata Mangeshkar 




Indian Best Legendary Playback Singer Lata Mangeshkar Ji Jaise Singer  Century Me Baar He Hota Hai Inka Janm 28 June 1929 Me Hua  Tha Lata Ji  Singer Asha Bhosle, Usa Mageshker,  Hredyanath Mangeshkar Badi Bahan Hai 

 Inki Career Ki Suruwat 1942 Me Hui Tha Our 7 Generation Tak Unke Singing Ka Safar Aya 

Lata Ji Ne Apne Career Me 1,000 Se Jydaa Gaane Solo Gaaye hai   Hindi Ke Alva Lata Ji 20 Or Language Me 25000 Se Jydaa Gaane Gaaye hai  Unki Mother  Language Marathi Or Hindi Hai Inko Indian Cinema Ki Tarf Se DaDa Sahab Falke Award Bhi Mila Hai Ye Award Jeetne Wali Phle Female Singer Bhi Bani Jo Unko 1989 Me Mila 

1974 me Lata Ji KO Bharat Ratan Se Samanite Kiya Gya  Or Inko Naam Genis Book Of Record Me Sabse Jydaa Gaane Record Krne Ki Leye Darj Kiya Gaya Lata Ji Ne Solo, Deo, Koras Milake 25,000 Se Jydaa Gaane Gaaye The Jo 25 Se Jydaa Laguage Me Hai 





      Neha Kakkar 

    Bollywood Ki Present Top Singer Me Se Ek Neha Kakkar  Jinke Gaane Aaj Kal Baohut Jydaa Chl Rhe Hai   6 June 1988 Me Rishikesh Uttrakhand me  Paida Hui Ise Singer Ki Family Me Inki Badi Bahan Sonu Kakkar Or Bhai Tony Kakkar Dono Singer Or Music Director Hai Apko Bta De Ki Tony Kakkar Apne Career Se  Phale Music Director Ke Role Me Neha Ke Sath Kaam Krte The


    Neha Kakkar Ko Bachpan Se He Singer Banaa Cahti Thi  Jiske Chlte Vo Uttrakhand Se Delhi Ayi Or Yaha Pr Indian Idol Me Select Hui  Indian Idol Ke 5 Saal  Baad Bhi Unko Koi Kaam Nhi Mila 
    2008 Me Neha Ka Phla album Launch Hua Jiska Naam Tha Neha – The Rock Star Meet Bro ne Ise album Ko Louch Kiya Jisme Neha Ne Kuch Romantic Gaane Gaaye The 
    Uske Baad  Neha Ne Second Hand Jawani Song Gaya Jo Logo Ko Baohut Pasand Aya 
    Uske Baad Neeha Ne Kannad Movie Thmaashu Ke Title Track Ko Master Saleem Ke Sath Mil kr Gya  Or Jisko  Kaafi Pasand Kiya Gya OR unko Iske Leye Best Play Back Singer Ka Kannad FilmFare Award Mila Uske Baad Neha Kakkar Ne Baohut Se Super Hit Song Diye  Or Dekhte Dekhte Vo Bollywood Ka Bada Naam Ban Gye  




     Shreya Ghoshal 

    Female Singer Of Bollywood 

    Indian Music Industries Ko Puri Duniya Bhar Me famous Krne Wale Most Buetyful Singer Shreya Ghosal Ka Janam 12 March 1984 Me Hua Tha Ye Na Sirf Singer He Nhi  Balki Ek Music Director, Composer, Bhi Hai 


    Inko 4 Baar FilmFare award Bhi Mil Chuka Hai Iske Alava baohut Se our Award Bhi Mile Hai or  

    6 Time Best Play Back singer Ka National Award Bhi Mila Hia 

    Shreya Ghosal Ne 4 Saal Ke Age Se He Ye Music Me Practice Chalu Kr Di Thi Or  Shreya Ne Singing Reality Show Sa Re Ga Ma Pa Ma Participate Kiya or Usko Jeeta Bhi 


    Unki First As a Playback Singer Dubet Movie  Devdas Thi Movie ko Sanjay Leela Bansali Ne Direct Kiya Tha Ise Song Ke Leye Unko National Award Bhi Mila Tha Or Iske Alva R.D Barman Award Ki Bhi Ye Winner Rah Chuki Hai 

    Or International Platform Pr inko America Ke Governer Ne Inke Sammaan Ke Leye 26 June 2010 Ko Shreya Ghose Day Ke Rup Me rakh Diya 
    Unko International Magine Ne Top 100 celebrity n The World Me 5 Position Pr Rakha Tha 



    Alka Yagnik


    BOllywood Me Most Melody Song OR Most Solo Hit Song Dene Wali Alka Yagnik Ji Ka Janam 20 Macrh 1966 Me Hua Tha 3 Genration Tak Singing Safar Pura kRne Wali Alka Yagnik Ji 7 Baar FilmFare Award Jeet Chuki Hai Or 36 Baar Inke Gaane Nomitate hue Hia Or 2 Baar National Award Bhi Jeet Chuki Hai 

    Best Bollywood Track All Time Me Inke 4 Song Hai Or Inke Gaane Music Charts Insight List Of Top Global Artist Li List Me  inko 1 Position Mile Hai  90s Ke Time Me  Alka Ji OR Kumar Sanu Ne Milkra 50 Se Jydaa Super Hit Song record Kiye 

    Inke Naam Sabse Jydaa Solo Hit Song Gaane Ka Record Hai  

    Kanika Kapoor (Corona Controversy ) 

    Female Singer Of Bollywood 

    Baby  Doll Me Sone Ki Song Se  Famus Hone wali Kanika Kapoor Lucknow Ki Rahne wali Hai Inka Janam 21 August `1978 me Hua  Tha Kanika Ko Bacpan Se He Singer Banana Tha 


    Unka Sing Career 2012 Me Aya Unka Album Jugni Ji Se Start Hua  But inko Phla Bollywood Chanse Meet Bros Ke Sath Baby Doll Me Sone Di Song Me Mila Jiske Leye Unko FilmFare Ka Best Playback Singer Ka Award Bhi mila Firr 2014 Me Happy New Year Me Kanika Ke 2 Gaane Gye Jisme Kamli Or Lovely Song Gaya  or 2015 Me Roy  Movie Ki Chitiya Kalliyan Se Vo Bollywood Me As A Playback Singer Ke Roop Me Dekhi Jaane Lagi Firr, Jab tak hai Jaan (2015) Udta Panjab (2016) Me Da Da Dashe Song Ke Leye Best Singer Ka FilmFare Award Mila or 1997 me Kanika Ne Raj Chandka Se Shaadi Kr Li 

    Kanika Kapoor Ki Laparwai Ke Karan Kanpur me Corona Virus Ne Entry Ki Jisse Baohut Logo Ab Tak Infected Ho Gye Hai Jiske Leye Inke Khilaaf Fir Bhi Dar Hui Tih 

    Kanika Kapoor Hits



      Sunidhi Chauhan

      Bollywood Ki Most Talented Singer Me Se Ek Maani Jaane Wali Sunidhi Chauhan Bollywood Ki Ek Famous Playback Singer Hai 
      12 August 1983 Me Inka Janam Hua 4 Saal Ki Age me He Sundihi Ne Singing Sikhna Start Kr Diya Or 12 Saal Ki Age me Sunidhi Local Party Or Jagran me Gaana Gaati Thi 

      Unko Bollywood Me  Sastra Movie Me As A Play Back Singer Entry Ki

       Usse Saal Sunidhi Ne Singing Reality Show Bhi Jeeta uske Baad me 1999 Me ayi Movie Mast Me “Ruki Ruki Se Hai” Song Ke Leye R.D Barman Award Mila Iske Agle Saal Sunidhi ne Best Film Fare Award Bhi Jeeta 

      2000 ME Ayi Movie Fiza Ke Leye Sunidhi Ko Best Play Back Singer Ka National Award Mila 
      Singing Ke Sath Sath Sunidhi Ne Bahout Saare Show Me As A Judge Nazar Ayi or 2015  Me the Voice Reality Show Ko Sunidhi Chauhan Ne Suru Kiya Tha 

      Palak Muchhal 

      BOllywood Ka Future Or Ek Very Talented Singer Ke Rup Ke Khud Ko Saabit Kiya Hai Palak Ne Ek Tha Tiger (2012) Ashiqe 2 (2013) Kick (2014) Action Jackson (2014) Prem Ratan Dhan Payo (2015) Movie Me Awaaz ka Jaadu Chalaya Or Bollywood Ke Bade Superstar Se Unki Awaaz kO Baohut Jaydaa Pasnd Kiya gya 
      Palak Ko Bacpaan Se He Singing Ka Souk Tha Pachpan Se Lake Apni Adult Hone Tak Unke 6 Album Launch Hue  jab Vo 9 Year Ki Thi To Unka Phla Album 2001 Me Launch Hua Jisa Naam “Children For Children” Tha 2003 Me Palak Ka Second Album aya Jisa Naam “palken” Tha Bollywood Me Career Banene Ke Liye Vo Mubai Chli Ayi 
      2011 Me Unko Apna Phla gaana Damadam  Gaane Ka Chance Mila Jo Logo Ko Pasnd Aya Firr Palak Ne 2012 Me ek Tha Tiger Me Gaana Gya Or vhaa Se Inko Baohut Popularity Mile or Logo Ne Inka Gaana Baohut Pasand Kiya 
      InKa Most Famus Song KOun Tujhe  U Pyaar Krega (Dhoni The unTold Story) Me Vo Apne Aap Ko bollywood Me Talanted Singer Saabit Kr Diya 

      QNA


      1. Who Is No 1 Female Indian Singer ?
      Answer – Lata Mangeshker 
      2. Who Is The Best Female Singer In Bollywood ? 
      answer – 
      Lata Mangeshker 
      Sunidhi Chuhan 
      Neha Kakkar 
      Sherya Ghosal 
      Alka Yaganik 

      3. Who Is No 1 Singer in Bollywood 
      answer – Sonu Nigam 

      Related Posts